jo chood aaye tha main jahaan kahin
fir aankhon main kyun wo bhar gya namin
jinke sath wo pal the dobara jiye
wo jaate jaate door se alvida keh diye.
wo aaye ek bahaar bankar,
gunje zindagi main jhankaar bankar,
pata nahiin kaisa jadoo kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
jo kehna na tha wo kehne lage,
jo sunna na tha wo sunne lage,
wo essi kuch dosti ki misaal kayam kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
kabhi hum se ho gayi thi khata
jo unka dil dukha dia
par unka dil dekho
wo use bhi nazaar andaaz kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
jahaan raho khush raho
har khushi se abaad raho
humein bhool na jaana kahii
jinki aap zindgaani ban gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
fir aankhon main kyun wo bhar gya namin
jinke sath wo pal the dobara jiye
wo jaate jaate door se alvida keh diye.
wo aaye ek bahaar bankar,
gunje zindagi main jhankaar bankar,
pata nahiin kaisa jadoo kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
jo kehna na tha wo kehne lage,
jo sunna na tha wo sunne lage,
wo essi kuch dosti ki misaal kayam kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
kabhi hum se ho gayi thi khata
jo unka dil dukha dia
par unka dil dekho
wo use bhi nazaar andaaz kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
jahaan raho khush raho
har khushi se abaad raho
humein bhool na jaana kahii
jinki aap zindgaani ban gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
wo jaate jaate door se alvida kar gaye
No comments:
Post a Comment